December mein aapaka swagat hai, thandi hawa ka maheena,
jahaan sardiyon ka sparsh duniya ko itana gora rang deta hai.
din chhote ho jaate hain, raaten lambee ho jaatee hain,
lekin is season mein ham sabhee hain.jagamagaatee roshanee aur hava mein thandak ke saath, ham pyaar aur dekhabhaal dikhaate hue ek saath ikattha hote hain. december ke aangan mein, aaiye iss December poetry ke sath sabhi ko december ki wishes dein.
HAPPY DECEMBER ♥
Umeed hai ye wala December
Sardiyon ke sath sath
Thodi garmahat bhi lekar aaye
Jane wala mahina rahat lekar aaye
Ye lekar hum sabke liye raunke
Umeed hai December muskurahat
lekar aaye
Ye sikhata hai ki
khubsurati shuruat mein hi nahi hoti
Ant bhi toh khubsurat ho sakta hai
Aur chahe shuruat kitni hi pyari ho
Ant fir bhi hota hai
Magar jab ant hota hai
Toh firse shuruat ho sakti hai
Tabhi toh December ke baad
Humesha January aati hai
Khwabo walo ye December
Umeed hai khwab dikhaye
Aur jinke majbut hai iraade
Unke purey bhi ho jaye..
Beet gaya ye saal bahot kuch humne seekha hai
Fir kuch kar dikhane ka
Ye aakhiri mahina hai
Umeed hai ye jata mahina
Kamyabi lekar aaye
Aur jinke aa rahe hai janamdin
Unko janamdin ki shubhkamnaye
Wishing you all Happy December ❤️
Listen this on youtube –
